Aur Kuch Baki Lyrics | Yasser Desai | Vin Rana & Tridha Choudhury | Harshit Saxena,Dev| Zee Music Originals


Lafzon se kuch na batana 
Ankhiyon mein muskurana 
Lafzon se kuch na batana
 Ankhiyon mein muskurana

 Ho gaya re tujhse pyaar 
Dil gaya main tujhpe haar... 
Ho gaya re tujhse pyaar
Dil gaya main tujhpe haar... 

O piyaa.. O piyaa.. 
Aur kuch Baaki ho toh bolo 
O piya... Aur kuch Baaki ho toh bolo
O piyaa..... Aur kuch Baaki ho toh bolo.....

Naino ke kinare kinare 
Chahaton ke dhaare dhaare 
Aakar basa re meri Dhadkano mein tu.. 

Neendiya ki chori bhi ki 
Aur seena jori bhi ki 
Shaamil hua re kaise
 Dushmano mein Tu..

Mithi mithi takrar 
Phir bhi hai Intezaar 
Mithi mithi takrar
 Phir bhi hai Intezaar

 O piyaa.. O piyaa.. 
Aur kuch Baaki ho toh bolo 
O piya... Aur kuch Baaki ho toh bolo 
O piyaa..... Aur kuch Baaki ho toh bolo.....

Roothna manana tera 
Pyaar ka khazana mera 
Satrangi khwabon ki hai
 Tu meri Dastaan... 

Meri Nazar mein tu hi 
Shamosehar mein tu hi
Hai re mohabbat tujhse Beintehaan... 

Meri Dhadkan ka har tar 
Bole tujhse hai Pyaar
 Meri Dhadkan ka har tar 
Bole tujhse hai Pyaar


 O piyaa.. O piyaa.. 
Aur kuch Baaki ho toh bolo
 O piya... Aur kuch Baaki ho toh bolo
 O piyaa..... Aur kuch Baaki ho toh bolo.....


Comments